Kurla phir bana talaab! ????
Kurla phir bana talaab! ????
Tez barish ke baad Kurla ki sadkein pani mein doob gayi. Haalat aise bane ki BEST bus bhi pani mein phans gayi, jisse traffic aur logon ki pareshani aur badh gayi.
Har saal wahi kahani – pani, jam aur pareshani! Aakhir is samasya ka sthayi samadhan kab hoga?
????Kurla | Mumbai
#Kurla #MumbaiRains #Waterlogging #BESTBus #TrafficJam #MumbaiNews #ZKKANews
